About : Bhojpuri Filmo Ki Ek Alag Hi Pahchan Hai..Khaskarke Purane Filmo Ke Kya Kahne.Aisi Kai Bhojpuri Filme Hai Jinme Kalakaro,Sangeetkaro,Aur Directors Ne Apne Kaam Ka Loha Manwaya Hai.Aisa Nahi Ki Bhojpuri Filmo Me Kaam Karne Ki Dilchaspi Sirf Aur Sirf Bihar Ya U.p Ke Kalakaro Me Hai.Varan Har Kshetra Ke Kalakaar Bhojpuri Filmo Se Jude The Aur Aaj Bhi Jude Hain..Aaj Ki Tarikh Me Bhojpuri Cinema Ek Badi Industry Ka Roop Le Chuki Hai,Lekin Fark Itna Hai Ki Jo Jadu Purane Samay Me Saal Me Release Hui Ek Film Kar Jaati Thi.Wo Jadu Ab Saal Me Releas Anginat Filmein Bhi Nahi Dikha Pa Rahi Hai.

Ummed Hai Aane Wale Samay Me Kuchh Achha Hoga Bhojpuriya Film Industry Ka.Aisa Nahi Hai Ki Aajkal Acchi Filmein Nahi Banti,Lekin Ha Acchi Filmo Ki List Jara Chhoti Pad Jati Hai :D  Meri Apne Khayalat Ke Hisab Se Laxman rekha,Nanihaal,Ganga,Ganga devi Jaisi Filmein Dekhne Layak Hai,Tarif Karne Layak Hai.

Khair Kya Kare..Mera Man To Bas Blog Par SHaring Me Laga Rhta hAI.Kabhi Comics To Kabhi Video To Kabhi Songs,Kyoki Mai Bihar Se Belong Karta Hu To Jahir Hai Ki Bhojpuri Gaane hI Share Karunga..
Agar Mere Is Post Ya Is Karya Se Kisi Ko Koi Apatti Ho To Mujhse Sampark Avashaya Kare... 

Meri Id Hai : songsbhojpuriya@gmail.com


Mard Riksha Wala (viraj bhatt) 2013
Khoon Paseena (pawan singh) 2012
Lahoo Ke Do Rang (khesari Lal ) 2012
Hamar Saiyaan Daroga 2012
Sajan Chale Sasural (khesari lal) 2012
Raja Ke Rani Se Pyar Ho Gail (Parvesh Lal) 2012
Himmat Wala (viraj bhatt) 2012
Khoinchha 2013
Chunnu Babu Singapuri 2013
Hamar Farz 2014
Dil Bhail Deewana (arvind akela,viraj bhatt) 2014
Kalicharan 2014
Shola Aur Shabnam (khesari lal) 2014
Doli Chadh Ke Dulhin Sasural Chali(Pawan Singh)
Jija Jee Ki Jai Ho (Panjak Kesri,Chhotu Chhaliya)